Hindi Shayari : Tujhe Chaahne Ki Khata Bar Bar Nahi Karti

Abrar khan
By -
1
मैं अबरार खान आपका स्वागत करता हूं अपने इस ब्लॉग पर, आपको यहां बहुत ही खूबसूरत शायरियों का कलेक्शन मिलेगा। मैं आशा करता हूं आपको ये शायरियां पसंद आयेगी। अगर आपको मेरी शायरियां अच्छी लगती है तो कमेन्ट करके जरूर बताए धन्यवाद
Pyar Ishq shayri
1. Jo Kuch Bhi Mila Hai Usi Me Khush Hu,
Mai Tere Liye Khuda Se Takraar Nahi Karti,
Par Kuch To Baat Hai Teri Fitrat Me Zaalim,
Warna Tujhe Chaahne Ki Khata Bar Bar Nahi Karti.
Pyar Ishq shayri
2. JAB SE DEKHA HAI TERI AANKHON MEIN JHANK KAR,
KOI BHI AAYINA ACCHA NAHI LAGTA,
TERI MOHABBAT MEIN AISE HUWE HAI DIWANE,
TUMHE KOI AUR DEKHE ACCHA NAHI LAGTA.
Pyar Ishq shayri
3. Ishq Tujhse Karti Hoon Main Zindagi Se Zyada,
Main Darti Nahi Maut Se Teri Judaai Se Zyada,
Chahe To Azmale Mujhe Kisi Aur Se Zyada,
Meri Zindagi Mein Kuch Nahi Teri Mohabbat Se Zyada.
Pyar Ishq shayri
4. mujhe jaan kar anjaan banna accha lagta hai,
unko apne liye pareshan karna accha lagta hai,
mujhe woh karte rahe apne piyaar ka iqrar,
nadan bankar baar baar sunna accha lagta hai.
Pyar Ishq shayri
5. Udass Mat Hona Hum Aapke sath Hai,
Nazar Se Door Hai Par Dil Ke Pass Hai,
Palko ko Band Karke Dil Se Yaad Karna,
Hum Humesha Aaapke Ke Liye Ehass Hai.

एक टिप्पणी भेजें

1टिप्पणियाँ

Thank you. Aese Hi Padhte rhiye hmare blog ki Shayari or Hume Support krte rhiye

एक टिप्पणी भेजें