मैं अबरार खान आपका स्वागत करता हूं अपने इस ब्लॉग पर आपको यहां बहुत ही खूबसूरत शायरियों का कलेक्शन मिलेगा। मैं आशा करता हूं आपको ये शायरियां पसंद आयेगी। अगर आपको मेरी शायरियां अच्छी लगती है तो कमेन्ट करके जरूर बताए धन्यवाद
1. Man me sabke armaan nahi hota,
Har koi dil ka mehmaan nahi hota,
Par jo ek baar dil me sama jaaye
Use bhoolana aasaan nahi hota.
2. Kitna hasin hai sanam tera ye muskura dena,
Najare milakar phir najare jhuka dena,
Kaise kahu ki kitna aasaan hai tere liye,
Qayamat ki bijliya gira dena.
3. Koi itna chaahe tumhe to batana,
Koi itna palko pe bithaaye to batana,
Pyaar kar to lega har koi,
Par koi meri tarah nibhaaye to batana.
4. Jati nahi hai aankhon se surat teri,
Jati nahi hai dil se mohabaat teri,
Mahsos ye hota hai jeene ke liye,
Pehale se jyada hai ab jarurat teri.
5. Kaash banaane waale ne hame aansu banaya hota,
Aur uski aankh me basaya hota,
Jab girte unki aankh se unki god me,
To hame marne ka maza aaya hota.
6. अगर आपको शायरी के वीडियो देखना पसंद है तो मेरे YouTube चैनल को Subscribe करे। यहां पर आपको शायरी के बहुत अच्छे अच्छे वीडियो मिलेंगे जिनको देखकर आपका मूड बहुत मस्त हो जायेगा।
Keywords - shayari, hindi shayari, english shayari, urdu shayari, new shayari, best shayari, popular shayari, love shayari, gam shayari, khushi shayari, romantic shayari, sad shayari, attitude shayari, girl boy shayari, shayari wapsite, shayari video, dosti shayari, friendship shayari






Thank you. Aese Hi Padhte rhiye hmare blog ki Shayari or Hume Support krte rhiye