मैं अबरार खान आपका स्वागत करता हूं अपने इस ब्लॉग पर, आपको यहां बहुत ही खूबसूरत शायरियों का कलेक्शन मिलेगा। मैं आशा करता हूं आपको ये शायरियां पसंद आयेगी। अगर आपको मेरी शायरियां अच्छी लगती है तो कमेन्ट करके जरूर बताए धन्यवाद
1. Aap ke Haath mein Mobile hai,
chehre pe khoob Smile hai,
Msg ki achi khasi File hai,
Phir bhi sms nahi karte ho,
Ye kon sa Style hai.
2. Be wajah kisi ko sataya nahi karta,
had say zayada kisi ko rulaya nahi karte,
jin ki sansay chalti hai aap ke sms se,
Unkoo apne sms ke liye Tarpaya nahi karte.
3. Is kadar Humari chahat ka imtihaan mat lijiye,
Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gyi hai koi khata Humse,
Yu yaad nhi kar ke saza to na dijiye.
4. Teri dosti hum is tarah nibhayenge,
Tum Roz khafa hona hum roz manayenge,
Par maan jana manane se,
Warna yeh bheegi palke le ke kaha jayenge.
5. Ghazab Ka Nakhra Ajeeb Yeh Style Hai,
Sms Nahi Kartey Or Kehtay Ho,
Mere Pass Mobile Hai,
Be Sharmi Ki Had To Dekho,
Yeh Parh Ke Bhi Aap Ke Chehre Par Smile Hai.






Thank you. Aese Hi Padhte rhiye hmare blog ki Shayari or Hume Support krte rhiye