मैं अबरार खान आपका स्वागत करता हूं अपने इस ब्लॉग पर आपको यहां बहुत ही खूबसूरत शायरियों का कलेक्शन मिलेगा। मैं आशा करता हूं आपको ये शायरियां पसंद आयेगी। अगर आपको मेरी शायरियां अच्छी लगती है तो कमेन्ट करके जरूर बताए धन्यवाद
1. Jab suraj dhalta hai to aasmaan ka rang badal jata hai,
Jab kismat badalti hai to logo ka dhang badal jata hai,
Din dhalte dhalte suraj bhi dhal jata hai,
Andhera hote hote saya bhi chod jata hai.
2. Ae musaafir ham bhi chale the kabhi un raaho par,
sajaaye the hamne bhi aakhon ki palko par kuch sapne,
Lut gaye ham unhi se jo the kabhi mere apne.
3. Aaj arse baad jab suni uski aawaaz,
To laga ki mere bahut paas hai wo,
Ho gyi nam ye aankhen jab hosh aaya aur paya,
Ki Kabhi na poori hone waali aas hai wo.
4. Pi hai mene sharaab har gali har mahkhaane se,
Ek dosti si ho gayi hai sharaab ke jaam se,
Gujre hai ham kuch aise mukaam se,
ki nafrat Si ho gayi mohabbat ke naam se.
5. Kaash shaayri ham bhi likh paate,
Lafjo ke khel ham bhi khel paate,
Khuda ne dil par chot kuch aisi di,
Aasuo ko chupaake kaash ham bhi muskura paate.
6. अगर आपको शायरी के वीडियो देखना पसंद है तो मेरे YouTube चैनल को Subscribe करे। यहां पर आपको शायरी के बहुत अच्छे अच्छे वीडियो मिलेंगे जिनको देखकर आपका मूड बहुत मस्त हो जायेगा।
Keywords - attitude shayari, hindi attitude shayari, english attitude shayari, urdu attitude shayari, attitude shayari for boys, attitude shayari for girls, attitude shayari for boys, new attitude shayari, best attitude shayari, popular attitude shayari, latest attitude shayari, attitude quotes, attitude quotes in hindi, attitude quotes in english, attitude quotes in urdu






Thank you. Aese Hi Padhte rhiye hmare blog ki Shayari or Hume Support krte rhiye