Hindi Shayari : Jo hai Aaj Me Hai Kal ki To Bus Yadein hai.

Abrar khan
By -
0

मैं अबरार खान आपका स्वागत करता हूं अपने इस ब्लॉग पर आपको यहां बहुत ही खूबसूरत शायरियों का कलेक्शन मिलेगा। मैं आशा करता हूं आपको ये शायरियां पसंद आयेगी। अगर आपको मेरी शायरियां अच्छी लगती है तो कमेन्ट करके जरूर बताए धन्यवाद

Lamha lamha aapke hotho par muskan rahe

1. Lamha Lamha Aapke Hotho Par Muskan Rhe,

Har Gum Se Aap Anjan Rahe, Jiske Sath Mahek Uthe Aapki Zindagi,

Hamesha Aapke Pas Wahi Insaan Rahe.

Chalta tha hath tham kar kabhi me jis par

2. Chalta Tha Kabhi Hath Mera Tham Kar Jis Par,

Karta Hai Bahut Yaad Wo Rasta,

Use Kahna Umeed Wo Rakhe Na Kisi Or Se,

Har Shakhs Mohabbat Nahi Karta Use Kehna.

Mujhe tumse mohabbat ho gyi hai

3. Mujhe Tumse Mohabbat Ho Gayi Hai,

Yeh Duniya Khoobsoorat Ho Gayi Hai,

Khuda Se Roz Tumko Mangta Hoon,

Meri Chahat Ibadat Ho Gayi Hai.

Aanshu to vo hai jo tadap kr aankho me hi rah jaye

4. Wo To Pani Ki Bund Hai Jo Ankho Se Bah Jaye,

Aansu To Wo Hai Jo Tadap Ke Ankho Me Hi Reh jaye,

Wo Pyar Kya Jo Lafzo Me Byan Ho,

Pyaar To Wo Hai Jo Ankho Me Nazar Aye.

Koi mil jata hai to koi bichad jata hai

5. Zindagi Ek Chahat Ka Silsila Hai,

Koi Mil Jata Hai to Koi Bichad Jata Hai,

Jise Mangte Hai Hum Apni Duao Me,

Vo Kisi Aur Ko Bina Mange Mil Jata Hai.


6. अगर आपको शायरी के वीडियो देखना पसंद है तो मेरे YouTube चैनल को Subscribe करे। यहां पर आपको शायरी के बहुत अच्छे अच्छे वीडियो मिलेंगे जिनको देखकर आपका मूड बहुत मस्त हो जायेगा।

Keywords - yaari shayari, hindi yaari shayari, english yaari shayari, urdu yaari shayari, yaari shayari for boys, yaari shayari for girls, yaari shayari for boys, new yaari shayari, best yaari shayari, popular yaari shayari, latest yaari shayari, yaari quotes, yaari quotes in hindi, yaari quotes in english, yaari quotes in urdu

एक टिप्पणी भेजें

0टिप्पणियाँ

Thank you. Aese Hi Padhte rhiye hmare blog ki Shayari or Hume Support krte rhiye

एक टिप्पणी भेजें (0)