मैं अबरार खान आपका स्वागत करता हूं अपने इस ब्लॉग पर आपको यहां बहुत ही खूबसूरत शायरियों का कलेक्शन मिलेगा। मैं आशा करता हूं आपको ये शायरियां पसंद आयेगी। अगर आपको मेरी शायरियां अच्छी लगती है तो कमेन्ट करके जरूर बताए धन्यवाद
1. Phool nahi ham kaanto me baste hai,
Khushi me nahi ham gam me haste hai,
Shaayri karna aasaan nahi Hota hai,
dard dil me hota hai Tab shayar bante hai.
2. Chaahta hu tujhe pyaar du,
Dosti pe apni jindagi waar du,
Jab tera message nahi milata to,
Man karta hai teri jaan nikaal du.
3. Chand adhoora hai sitaro ke bina,
Gulshan adhoora hai baharo ke bina,
Samundar adhoora hai kinaro ke bina,
Jeena adhoora hai tum jaise yaro ke bina.
4. Aapki dosti ko ehsaan maante hai,
Nibhana apna imaan maante hai,
Lekin ham wo nahi jo dosti me apni jaan de denge,
Kyonki dosto ko to ham apni jaan maante hai.
5. Kabhi kabhi in ankhon me nami si hoti hai.
Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai.
Ae dost wo tum hi ho,
jis se meri jindagi zinda dili hoti hai.






Thank you. Aese Hi Padhte rhiye hmare blog ki Shayari or Hume Support krte rhiye