मैं अबरार खान आपका स्वागत करता हूं अपने इस ब्लॉग पर आपको यहां बहुत ही खूबसूरत शायरियों का कलेक्शन मिलेगा। मैं आशा करता हूं आपको ये शायरियां पसंद आयेगी। अगर आपको मेरी शायरियां अच्छी लगती है तो कमेन्ट करके जरूर बताए धन्यवाद
1. Hum woh nahi jo tujhe gam mein chod denge,
hum woh nahi jo tujse naata tod denge,
hum toh tere woh dost hain,
Jo agar teri saanse bandh ho to apni sanse jod denge.
2. Dooriyo ki na aap parwaah kiya keejiye,
Dil jab bhi pukaare bula lijiye,
Ham door jyada nahi aapse,
Bas apni palko se palko ko mila liya kijiye.
3. Tumhe har safar ka kinara milega,
Chamakta hua har sitara milega,
Aayegi chehre pe pyaari si muskaan,
Message tumhe jab hamara milega.
4. Dil doob raha hai ek kinara chaahiye,
Girte huye is pyaar ko ek sahara chaahiye.
Andhera hi andhera hai
kuch kese dikhe,
Ab in aankhon ko teri soorat ka najara chaahiye.
5. Is shaam ki tanhaai se is dard ki gahraai se,
Ye dil kuch baat kar raha hai,
Jara samjho in fijaao ki chubhan ko,
Aaj phir tumhe koi yaad kar raha hai.
6. अगर आपको शायरी के वीडियो देखना पसंद है तो मेरे YouTube चैनल को Subscribe करे। यहां पर आपको शायरी के बहुत अच्छे अच्छे वीडियो मिलेंगे जिनको देखकर आपका मूड बहुत मस्त हो जायेगा।
Keywords - attitude shayari, hindi attitude shayari, english attitude shayari, urdu attitude shayari, attitude shayari for boys, attitude shayari for girls, attitude shayari for boys, new attitude shayari, best attitude shayari, popular attitude shayari, latest attitude shayari, attitude quotes, attitude quotes in hindi, attitude quotes in english, attitude quotes in urdu






Thank you. Aese Hi Padhte rhiye hmare blog ki Shayari or Hume Support krte rhiye