Hindi Shayari : Mujhe Uske Saamne Bolna Bhut Pasand Hai.

Abrar khan
By -
0

मैं अबरार खान आपका स्वागत करता हूं अपने इस ब्लॉग पर आपको यहां बहुत ही खूबसूरत शायरियों का कलेक्शन मिलेगा। मैं आशा करता हूं आपको ये शायरियां पसंद आयेगी। अगर आपको मेरी शायरियां अच्छी लगती है तो कमेन्ट करके जरूर बताए धन्यवाद

Had se jyada chahta hu usko

1. Ye meri mohabat ka hi kasoor hai,

Ki aaj wo mujh se itna door hai,

Had se jyada chaahta hu me usko,

Ye hi to meri sabse badi bhool hai.

Aapki yaad aa hi jati hai

2. Har subah ek naya Din laati hai,

Har phool se khushbu aati hi hai,

Jitna na bhi chahe phir bhi na jaane kyon har subah,

Aankhen khulte hi aapki yaad aa hi jaati hai.

Jub tum haste ho to lagta hai

3. Jab tum itna haste ho to lagta hai,

Ki Insaan pehle bandar hi tha,

dekho ab gussa mat hona kyon ki,

Jab tum gussa hote ho to lagta hai,

Ki insaan aaj bhi bandar hi hai.

Ye dil ab pyar ke kabil na rha

4. Ye dil ab pyaar ke kaabil na raha,

Kisi ke bhi intezaar ke kaabil na raha,

Is dil me bas gayi hai sirf dosti aapki,

Ab to chand bhi didaar ke kaabil na raha.

Zindagi jhakmo se bhari padi hai

5. Zindagi jakhmo se bhari padi hai,

Waqt ko malham banana sikho,

Haarna to hai maut ke saamne Harna mere dost,

Filhaal zindagi se to jitna sikh lo.


6. अगर आपको शायरी के वीडियो देखना पसंद है तो मेरे YouTube चैनल को Subscribe करे। यहां पर आपको शायरी के बहुत अच्छे अच्छे वीडियो मिलेंगे जिनको देखकर आपका मूड बहुत मस्त हो जायेगा।

Keywords - yaari shayari, hindi yaari shayari, english yaari shayari, urdu yaari shayari, yaari shayari for boys, yaari shayari for girls, yaari shayari for boys, new yaari shayari, best yaari shayari, popular yaari shayari, latest yaari shayari, yaari quotes, yaari quotes in hindi, yaari quotes in english, yaari quotes in urdu

एक टिप्पणी भेजें

0टिप्पणियाँ

Thank you. Aese Hi Padhte rhiye hmare blog ki Shayari or Hume Support krte rhiye

एक टिप्पणी भेजें (0)