Hindi Shayari : Tumhe Soch Kr Hi Tumhe Hug Krne Ka Man Krne Lag Jata Hai

Abrar khan
By -
0

 मैं अबरार खान आपका स्वागत करता हूं अपने इस ब्लॉग पर, अगर आप मुझसे बात करना चाहते है तो मुझे Whatsapp पर इस नंबर पर 8239460469 मैसेज करे। आपको यहां बहुत ही खूबसूरत शायरियों का कलेक्शन मिलेगा। मैं आशा करता हूं आपको ये शायरियां पसंद आयेगी। अगर आपको मेरी शायरियां अच्छी लगती है तो कमेन्ट करके जरूर बताए धन्यवाद

Hindi Pyaar Bhari Shayari

1. Zindagi se kyon rooth gaye ho tum,

Itne mayoos kyo ho gaye ho tum,

Lagta hai zaroor Tumhara bhi kisi ne dil todha hai,

Jo itne ghamgeen ho gaye ho tum.

Hindi Attitude Shayari

2. Na Ho Koi Mera Main Pareshan Acha,

Bewafaon Ki MehfiL Se Dur Acha,

Agr MiLi Fursat To YAD Kar Lena Mujhy,

Warna Tu Wahan Acha Main Yahan Acha.

Hindi Funny Shayari

3. Rishta hmara is jahan me sabse pyara ho,

Jaise zindgi ko saanso ka sahara ho,

Yaad rkhna hme us pal me bhi,

Jab hum akele ho or sara jahan tumara ho.

Hindi Lovely Shayari

4. Nashili Aankho se Aap Jab Hamen Dekhte Hain,

Hum Ghabra Kar Aankhen Jhuka Lete Hain,

Kaun Milaaye in Aankho se Aankhein,

Suna Hai Aap Aankho se Apna Bana Lete Hain.

Khubsurat Aankhe Hindi Shayari

5. Yun toh harr din khaas hai,

Jo mera pariwar mere saath hai,

Par aaj mujhe kuch kehna meri beti se,

Mujhe garv hai usper aur uske har dard ka ahsaas hai.

एक टिप्पणी भेजें

0टिप्पणियाँ

Thank you. Aese Hi Padhte rhiye hmare blog ki Shayari or Hume Support krte rhiye

एक टिप्पणी भेजें (0)