Hindi Shayari : Kabhi Kabhi Mood Off Ho Jata Hai Lekin Reason Pta nhi hota hai.

Abrar khan
By -
0

मैं अबरार खान आपका स्वागत करता हूं अपने इस ब्लॉग पर आपको यहां बहुत ही खूबसूरत शायरियों का कलेक्शन मिलेगा। मैं आशा करता हूं आपको ये शायरियां पसंद आयेगी। अगर आपको मेरी शायरियां अच्छी लगती है तो कमेन्ट करके जरूर बताए धन्यवाद

Hindi shayari

1. Mere Khyalon ko kisi aahat ki aas rahti hai,

Meri Nigaaho ko kisi surat ki pyaas rahti hai,

Tere bin kisi cheej ki kami to nahi Hai,

Magar tere bin tabiyat thodi udaas si rahti hai.

English shayari

2. Aakhon me mere aansu hai Phir bhi labon pe muskaan hai.

Kyo ki jeena to har haal mein hai,

To hasne me kya nuksaan hai Janab,

To sada muskurate raho Meri Jaan.

Urdu shayari

3. Chaho to apns dil se mujhe mita dena,

Agar tum Chaho to mujhe bhoola dena,

par ye wada karo ki Kabhi bhi meri yaad aai,

To Rona mat sirf muskura dena.

Hindi love shayari

4. Har baat zubaan kah paati jo agar,

Aankhon ke ishaare kyon hote,

Agar samajhate hamaare ishaare tum,

Palkon pe ye aansu kyon hote.

Hindi sad shayari

5. Raat ki tanhaai me unko aawaaj diya karte hai hum,

Raat me sitaaron se unka jikra kiya karte hai hum,

Wo aaye ya phir naa aaye hamaare Sapno me,

Ham to bas unhi ka intajaar kiya karte hai.


6. अगर आपको शायरी के वीडियो देखना पसंद है तो मेरे YouTube चैनल को Subscribe करे। यहां पर आपको शायरी के बहुत अच्छे अच्छे वीडियो मिलेंगे जिनको देखकर आपका मूड बहुत मस्त हो जायेगा।

Keywords - dard shayari, hindi dard shayari, english dard shayari, urdu dard shayari, dard shayari for boys, dard shayari for girls, dard shayari for boys, new dard shayari, best dard shayari, popular dard shayari, latest dard shayari, dard quotes, dard quotes in hindi, dard quotes in english, dard quotes in urdu

एक टिप्पणी भेजें

0टिप्पणियाँ

Thank you. Aese Hi Padhte rhiye hmare blog ki Shayari or Hume Support krte rhiye

एक टिप्पणी भेजें (0)