Hindi Shayari : Ruthne walo se kah do humne Mnane ki Aadat Chor Di Hai.

Abrar khan
By -
1

मैं अबरार खान आपका स्वागत करता हूं अपने इस ब्लॉग पर आपको यहां बहुत ही खूबसूरत शायरियों का कलेक्शन मिलेगा। मैं आशा करता हूं आपको ये शायरियां पसंद आयेगी। अगर आपको मेरी शायरियां अच्छी लगती है तो कमेन्ट करके जरूर बताए धन्यवाद

Tum milne nhi aa sakte ho

1. Suraj se kah do chamakna chod do,

Sitaaron se bhi kah do timtimana chod do,

Agar Tum milane nahi aa sakte ho to,

Apni yaadon se ka do ki yu Hame satana chod de.

Aapki tarif me hum kuch farmaye

2. Agar Ijaajat aap de To taarif me aapki kuch farmaaye,

Agar Mohabbat aap de To us dil ke thoda kareeb aaye,

Shikaayat agar aap kare To is dil ki dhadkan kahi tham na jaaye.

Wo kuch kahate hi chup ho jate hai

3. Jab aasmaan ke ye sitaare hamko dekhte hai,

Tab Ham kuch anjaani si soch me pad jaate hai,

Har lamha ham aisa mahsoos karte hai,

Ki wo kuch kahte hi apne aap chup ho jaate hai.

Dil me kahi chupa rakha hai

4. Aapko lagta hai ki hamne aapko bhoola rakha hai,

Lekin Aap nahi jaante aapko dil me kahi chupa rakha hai,

Dekh na le in aakhon me aapka chehra koi,

Isliye palkon se aapko chupa rakha hai.

Jub se mila hai tera pyar dil ko

5. Is Dil ki naajuk dhadkano ko,

Mere sanam tumne dhadakna sikha diya,

Jab se mila hai tera pyaar is dil ko,

Gam me bhi is dil ko muskurana sikha diya.


6. अगर आपको शायरी के वीडियो देखना पसंद है तो मेरे YouTube चैनल को Subscribe करे। यहां पर आपको शायरी के बहुत अच्छे अच्छे वीडियो मिलेंगे जिनको देखकर आपका मूड बहुत मस्त हो जायेगा।

Keywords - funny shayari, hindi funny shayari, english funny shayari, urdu funny shayari, sad funny for boys, funny shayari for girls, funny shayari for boys, new funny shayari, best funny shayari, popular funny shayari, latest funny shayari, funny quotes, funny quotes in hindi, funny quotes in english, funny quotes in urdu

एक टिप्पणी भेजें

1टिप्पणियाँ

Thank you. Aese Hi Padhte rhiye hmare blog ki Shayari or Hume Support krte rhiye

एक टिप्पणी भेजें